शनिवार, 3 दिसंबर 2016

Ancientsci:-
Haat se khana kaane ke fayde ya indian log haat se khana kyo khate hai?
Ans;-
haat se khaana khana indian ki sanskriti ka ek abhin hissa hai.par west sanskriti ka india mai aane sai kyi logo ne chammach(spoon) se khana suru kar diya hai.is tarah log bhul gye ki haat se khaana khane ke kya fayde hai.
mai apko btata hu haath se khaana khaane ke fayde.

1.)  Haato mai hai praan urja

Aurvaid ke anusaar haato mai praan urja hoti hai.hmara agutha (thumb) agni(flame) ka partik hai.sab se choti ungli jal(water) ka partik hai.anamika ungli prithvi(earth) ka partik.trajni ungli hva(air) ka partik hai.madhayam ungli akas ka partik hai.in mai se ek ka astulan bimari ka karan bnta hai.jab hum unglio aur aguthe  ko mila kr khana khaate hai aur is se jo hast(haat) ki mundra banti hai us se body ko nirog rehne ki engery milti hai.bhojan jayada urjavaan aur savathyaprad bann kr hmare praanadhaar ki engery ko balance rakhta hai.

2.)Pachan kirya mai sudhar hota hai

Touch mai hmare body ka sabse majboot aksar istemaal(use) hone wala anubhav hai.jab hum haato se khana khaate hai  to hmara dimag hmare pet ko ye sket(message) deta hai ki hum khana khaane wale hai .is se hmara pet bhojan ko pachaane ke liye rasyan peda karta hai jis se pet khanna pachaane ke liye ready ho jata hai.is se pachaan kirya mai sudhar aata hai.

3.)Taapmaan(temprature) ka khyal raktha hai

Apke haat ache sensor (svedak) ka kaam bhi krte hai.jab aap bhojan ko shute(touch) krte hai to apko andaja lag jata hai ki bhojan kitna garam hai.ek ache temprature wala khanna khaana body ke liye faydemand hota hai. 

4.)Ekagrta bhadti hai

Haat se khanna khaane se apko khaane par dhyan dena pdta hai.is se apko khanne ko dekhna pdta hai aur jo muh(mouth) mai ja rha hai us par dhyan kendrit krna pdta hai jis ekagrta bhadti hai.

thnx....   







1 टिप्पणी: