शनिवार, 10 दिसंबर 2016

shaadi se jur rivajo ke rahasaya

Shaadi se jure  rivajo ke rahasaya

Image result for indian marriage



Shaddi se jure kayi rivaj hote hai.par hamme pata nahi hota ki rivaj karne ka asli karan kya hai.to aayie jaante hai rivaj krne ke ka kya karan hai?




1). Maaang mai sindur bhrne ka rivaj:-
 
  Maang mai sindur bhrna har ek lady ki shaadi shuda hone ki nisaani hai.par iske ilava sindur ke kyi saririk fayde bhi hai.sindur haldi,chuna,aur para(mercury) se mil kr bna hota hai.para(mercury) body ko thandak deta hai.is se yon ischa mai veridhi hoti hai.yahi karan hai ki unmarried ladies aur vidva ko sindur lgane ki anumati nahi hoti hai.


2).Haldi lgane ka rivaj:-

haldi dulhan ke cehere par natural nikhar laati hai.is se dulhan aur dulhe ko buri najar nahi lagti hai.haldi skin ke bacteria ko katham krta hai.


3). Per ki dusri ungli mai ring ka rivaj:-


per ki dusri ungli mai ek aisi nass hoti hai jo garbhashaya se ho kar dil tak jaati hai.ring ko per ki dusri ungli mai pehnne se garbhasaya majbut hota hai.is se masik dharm bhi thik rehte hai.



4).Mehndi lgaane ka rivaj:-


mehndi mai antiseptic gun hote hai aur thandak phuchane ka bhi gun hota hai.mehndi fever se bhi aram dilati hai.nail ko badhne mai help krti hai.yeh kayi parkar ke viral aur fungal infection se bhi rakhsa krne mai help krti hai.


5).Churia pehnne ka rivaj:-


isse pehnne se kalayio ke acupresser points dabte hai jo sarrer ko savasth rakhne mai help krta hai.is se blood pressor bhi normal rehta hai.


6).Agni ke chaaro taraf fere:-


Lakriya,chaval,desi ghee aur anay samgri jo agni mai daali jaati hai us se aag ek powerful sudhikarak bnta haijo vatavaran mai negativity dur krti hai aur positivity ati hai.jo log is vatavaran mai hote hai uske sehat par bhut parbhav prta hai.vises tor par jhore par jo iske najdeek hota hai.





कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें