Ancient bharat mai
the parmaanu bomb se bhi badh kar hattiyar
Hindu dharm grantho ke anusaar puraane samay ke hatiyaro mai
mantro se peda ki gyi saktiya veh samtha
itni anokhi thi ki unke saamne aaj ke modern hatiyar bhi chote padte hai.
Astar:-Jinko mantro se sadh kar dur se hi
feka jata tha .inke jariye agni,vidhut,gas
ke upayo se dushman par vaar kiya jata tha.niman likth 8 astar hai:
a) Bramhastar:-
Yeh bramh dev ka sab se ghatak veh marak
astar tha ,jo dushman ko tbahkkr ke hi shod ta tha.iski kaat sirf dusre
bramhaster se hi thi.iski taakat kyi parmaanu bombs se bhi jayda thi.
b) Paashupat astar:-
Yeh shiv ka astar manna jata hai.is vaan
mai mantar se peda sakti veh urja ek hi baar mai puri dunia ka vinaas kr sakti
thi.yeh astar kevel arjun ke pass hi
tha.
c)
Narayan
astar:-
Yeh Vishnu ka astar manna jata hai.yeh
paashupat ki tarah hi tha par iski kaat kisi dusre astar se sambhav nahi thi.
d) Aagney astar:-
Yeh
mantar sakti se teyar ek esa baan tha jo dhmake ke sath agni barsaana suru kar
deta tha aur saahe lashay ko kush palo mai jla kar raakh kar deta tha .iski
kaat parjanay baan ke jariye sambhav thi.
e) Parjanay astar:-
Mantar sakti se sdhe is baan se bina mousam
bhi badal meda hote ,bhaari baris hoti,bijli krkti aur havaayi bavandar chahlte the.
f) panag astar:-
Mantar bol is baan ke jariye saap(snake)
peda kiye jaate the jo target ko jehar ke parbhav se musit kar dete the.iski
kaat garur astar se hi sambav thi.
g) Garur
astar :-
Is baan mai mantro ke avaahanse garur peda
hote the jo khaas tor par panag astarr se peda hue saapo ko maar dete the ya
usme jakre person ko mukt karte the.
h)
Vayu
astar:- Mantar sakti se yeh baan
istni teji se tej hva veh tufaan peda krta tha ki chaaro aur andhera ho jata tha.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें