Din mai 3 baar badlta
hai rang yeh shivling
Rajstan ka dholpur jilhe mai ek chamtkaari shivling hai.yeh
shivling aur is se jura chamtkaar na sirf sardhaluo kel iye balki vegayniko ke
liye jagyasa ka karan bna hua hai.
Yeh shivling din mai 3 baar rang badlta to hai hi sath me
iska koyi ant(infinity) bhi nahi hai.kyi
logo ne jameen ke kyi kilometer tak khudai ki par uska koyi bhi ant nahi pa
ska.subh mai iska rang lal ,dupehar mai keshria aur raat mai kaale rang mai
tabdeel ho jata hai.Shivling ka rang badlne ka rahasay abhi tak koyi bhi
vegaynik nahi khoj paya hai.
Darshan karne se
jarur puri hoti hai shaadi ki mannat.
Aisa maaana jata hai ki jo bhi kuara ja kuari jha shaadi se
pehele mannat magte hai unki muraad jarur puri hoti hai.shiv ji ki kirpa se
mann chaha var/vadhu milti hai.
Kitna purana hai je
shivling
Aas paas rehne waale logo ke anusaar yeh chamtkaari shivling
lagbhag 1000 saal purana hai.yeh shivling kha se aya kisne stapit kiyaaaj bhi
ek rahasayh hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें