मंगलवार, 10 जनवरी 2017

Ancient bharat mai the parmaanu bomb se bhi badh kar hattiyar

Hindu dharm grantho ke anusaar puraane samay ke hatiyaro mai mantro  se peda ki gyi saktiya veh samtha itni anokhi thi ki unke saamne aaj ke modern hatiyar bhi chote padte hai.
 Astar:-Jinko mantro se sadh kar dur se hi feka jata tha .inke jariye agni,vidhut,gas  ke upayo se dushman par vaar kiya jata tha.niman likth 8 astar hai:
a)     Bramhastar:-
Yeh bramh dev ka sab se ghatak veh marak astar tha ,jo dushman ko tbahkkr ke hi shod ta tha.iski kaat sirf dusre bramhaster se hi thi.iski taakat kyi parmaanu bombs se bhi jayda thi.
b)      Paashupat astar:-
 Yeh shiv ka astar manna jata hai.is vaan mai mantar se peda sakti veh urja ek hi baar mai puri dunia ka vinaas kr sakti thi.yeh astar kevel  arjun ke pass hi tha.
c)       Narayan astar:-
Yeh Vishnu ka astar manna jata hai.yeh paashupat ki tarah hi tha par iski kaat kisi dusre astar se sambhav nahi thi.
d)      Aagney astar:-
 Yeh mantar sakti se teyar ek esa baan tha jo dhmake ke sath agni barsaana suru kar deta tha aur saahe lashay ko kush palo mai jla kar raakh kar deta tha .iski kaat parjanay baan ke jariye sambhav thi.
e)      Parjanay astar:-
Mantar sakti se sdhe is baan se bina mousam bhi badal meda hote ,bhaari baris hoti,bijli krkti aur  havaayi bavandar chahlte the.
f)        panag astar:-
Mantar bol is baan ke jariye saap(snake) peda kiye jaate the jo target ko jehar ke parbhav se musit kar dete the.iski kaat garur astar se hi sambav thi.
g)       Garur astar :-
Is baan mai mantro ke avaahanse garur peda hote the jo khaas tor par panag astarr se peda hue saapo ko maar dete the ya usme jakre person ko mukt karte the.
h)      Vayu astar:-  Mantar sakti se yeh baan istni teji se tej hva veh tufaan peda krta tha ki chaaro aur andhera ho jata tha.


मंगलवार, 3 जनवरी 2017

Din mai 3 baar badlta hai rang yeh shivling
 




Rajstan ka dholpur jilhe mai ek chamtkaari shivling hai.yeh shivling aur is se jura chamtkaar na sirf sardhaluo kel iye balki vegayniko ke liye jagyasa ka karan bna hua hai.

Yeh shivling din mai 3 baar rang badlta to hai hi sath me iska koyi ant(infinity)  bhi nahi hai.kyi logo ne jameen ke kyi kilometer tak khudai ki par uska koyi bhi ant nahi pa ska.subh mai iska rang lal ,dupehar mai keshria aur raat mai kaale rang mai tabdeel ho jata hai.Shivling ka rang badlne ka rahasay abhi tak koyi bhi vegaynik nahi khoj paya hai.   

Darshan karne se jarur puri hoti hai shaadi ki mannat.

Aisa maaana jata hai ki jo bhi kuara ja kuari jha shaadi se pehele mannat magte hai unki muraad jarur puri hoti hai.shiv ji ki kirpa se mann chaha var/vadhu milti hai.

Kitna purana hai je shivling

Aas paas rehne waale logo ke anusaar yeh chamtkaari shivling lagbhag 1000 saal purana hai.yeh shivling kha se aya kisne stapit kiyaaaj bhi ek rahasayh hai.    

रविवार, 11 दिसंबर 2016

top android apps

Har din nye app launch ho rhe hai.par is mai best select krna muskil hota hai.hum apko bta rhe hai ese apps ke baare mai jo smartphone ko chlane ke experience ko badal dege.

1). Microsoft selfie:-yeh selfie lovers ke liye best app hai.


2).Google photo scan:-yeh low quality photo ko scan kr ke high quality photo mai convert krta hai.


3).Audible:-yeh app student ke liye  online book padne ya audio mai sunne ke liye hai. -


4).snap tube:-yeh app koyi bhi youtube kivideo download karne ke liye hai.


5).zeus:-yeh ek music app hai.iska ek feature hai ki jaisa back ground music hoga vesse hi light glow kregi.


6).Tubemate:-yeh app bhi youtube ki video download karne ke liye hai. yeh app playstore mai nahi hai.isse alag se google search ke jariye download kiya ja skta hai.


7).Pulse(sms/tablet):-yeh app mobile tablet aur computer sbhi ke liye hai.yeh app message send krne ke liye hai.


8).call flash alert:-yeh ek apne aap mai ek unique app hai.jab sms ya call aati hai to mobile ki torch glow hoti hai.torch glow ki frequency ko control krne kae bhi features hote hai.



शनिवार, 10 दिसंबर 2016

shaadi se jur rivajo ke rahasaya

Shaadi se jure  rivajo ke rahasaya

Image result for indian marriage



Shaddi se jure kayi rivaj hote hai.par hamme pata nahi hota ki rivaj karne ka asli karan kya hai.to aayie jaante hai rivaj krne ke ka kya karan hai?




1). Maaang mai sindur bhrne ka rivaj:-
 
  Maang mai sindur bhrna har ek lady ki shaadi shuda hone ki nisaani hai.par iske ilava sindur ke kyi saririk fayde bhi hai.sindur haldi,chuna,aur para(mercury) se mil kr bna hota hai.para(mercury) body ko thandak deta hai.is se yon ischa mai veridhi hoti hai.yahi karan hai ki unmarried ladies aur vidva ko sindur lgane ki anumati nahi hoti hai.


2).Haldi lgane ka rivaj:-

haldi dulhan ke cehere par natural nikhar laati hai.is se dulhan aur dulhe ko buri najar nahi lagti hai.haldi skin ke bacteria ko katham krta hai.


3). Per ki dusri ungli mai ring ka rivaj:-


per ki dusri ungli mai ek aisi nass hoti hai jo garbhashaya se ho kar dil tak jaati hai.ring ko per ki dusri ungli mai pehnne se garbhasaya majbut hota hai.is se masik dharm bhi thik rehte hai.



4).Mehndi lgaane ka rivaj:-


mehndi mai antiseptic gun hote hai aur thandak phuchane ka bhi gun hota hai.mehndi fever se bhi aram dilati hai.nail ko badhne mai help krti hai.yeh kayi parkar ke viral aur fungal infection se bhi rakhsa krne mai help krti hai.


5).Churia pehnne ka rivaj:-


isse pehnne se kalayio ke acupresser points dabte hai jo sarrer ko savasth rakhne mai help krta hai.is se blood pressor bhi normal rehta hai.


6).Agni ke chaaro taraf fere:-


Lakriya,chaval,desi ghee aur anay samgri jo agni mai daali jaati hai us se aag ek powerful sudhikarak bnta haijo vatavaran mai negativity dur krti hai aur positivity ati hai.jo log is vatavaran mai hote hai uske sehat par bhut parbhav prta hai.vises tor par jhore par jo iske najdeek hota hai.





शुक्रवार, 9 दिसंबर 2016

pandit (white thread) jneu kyu pehnte hai?
Image result for pandit janeu





(white thread) jneu pehne ki parmpra vedik kaal se chali aa rahi hai.yeh ladko ko 10-12 ki age mai pehnaya jata hai.  isse pehnne se body ko kyi fayde milte hai.




1). jneu kaan par bhadne se samaran sakti badti hai.
2). kabaj dur hoti hai aur pet ki samasya nahi hoti hai.
3).jneu pehnne se bure vichaar dur hote hai.
4).body mai postivity aati hai.
5).jneu pehnne se dil ke rog dur hote hai.




                                      shivling ka abhishek


shivling bhagvaan shiv ka mangalkaari roop hai.maana gya hai ki iske abhisek se kroro ganamo ke paap katham ho jaate hai.aayie jaane hai shivling ke kis abhisek se kya laabh mailta hai?


1). desi ghee:-
                 Desi ghee ke abhisek se sanskaari aur gunvaan santaan peda hoti hai.


2).Sarso ka tel:-
Sarso ke tel ke abhisek se dushmano se presaani khatam hoti hai.



3).dudh aur ganga jal:-
                            Dudh aur ganga jal mila kar abhisek krne se paapo or tnaav se mukti milti hai.



4). ganne ka ras:-

                              Ganne ke ras ke abhisek karne se money sambdit samseaye ktham ho jati hai.



5).sehed(honey) se:-

                                 Sehed ke abhisek se pati ki lambi umer aur achi sehat milti hai.


6).itar se:-
                  Itar ke abhisek se sukh aur suvidao se jure laabh milte hai. 

शनिवार, 3 दिसंबर 2016

Ancientsci:-
Haat se khana kaane ke fayde ya indian log haat se khana kyo khate hai?
Ans;-
haat se khaana khana indian ki sanskriti ka ek abhin hissa hai.par west sanskriti ka india mai aane sai kyi logo ne chammach(spoon) se khana suru kar diya hai.is tarah log bhul gye ki haat se khaana khane ke kya fayde hai.
mai apko btata hu haath se khaana khaane ke fayde.

1.)  Haato mai hai praan urja

Aurvaid ke anusaar haato mai praan urja hoti hai.hmara agutha (thumb) agni(flame) ka partik hai.sab se choti ungli jal(water) ka partik hai.anamika ungli prithvi(earth) ka partik.trajni ungli hva(air) ka partik hai.madhayam ungli akas ka partik hai.in mai se ek ka astulan bimari ka karan bnta hai.jab hum unglio aur aguthe  ko mila kr khana khaate hai aur is se jo hast(haat) ki mundra banti hai us se body ko nirog rehne ki engery milti hai.bhojan jayada urjavaan aur savathyaprad bann kr hmare praanadhaar ki engery ko balance rakhta hai.

2.)Pachan kirya mai sudhar hota hai

Touch mai hmare body ka sabse majboot aksar istemaal(use) hone wala anubhav hai.jab hum haato se khana khaate hai  to hmara dimag hmare pet ko ye sket(message) deta hai ki hum khana khaane wale hai .is se hmara pet bhojan ko pachaane ke liye rasyan peda karta hai jis se pet khanna pachaane ke liye ready ho jata hai.is se pachaan kirya mai sudhar aata hai.

3.)Taapmaan(temprature) ka khyal raktha hai

Apke haat ache sensor (svedak) ka kaam bhi krte hai.jab aap bhojan ko shute(touch) krte hai to apko andaja lag jata hai ki bhojan kitna garam hai.ek ache temprature wala khanna khaana body ke liye faydemand hota hai. 

4.)Ekagrta bhadti hai

Haat se khanna khaane se apko khaane par dhyan dena pdta hai.is se apko khanne ko dekhna pdta hai aur jo muh(mouth) mai ja rha hai us par dhyan kendrit krna pdta hai jis ekagrta bhadti hai.

thnx....